9/16/2013

Haalaat k garmi se pighal jaayain ge janaan


Haalaat k garmi se pighal jaayain ge janaan
Auron ki tarah ham bh badal jaayain ge janaan
Dikhlayain ge seena na kabh ahal-e-jahaan ko
Aik aatish-e-gum-naam main jal jaayain ge janaan
Ham taaj mohabbat kaa sajaaye huay sar per
Us shahar-e-malaamat se nikal jaayain ge janaan
Aik rang-e-wafaa dekh ke khil jaaye gaa chahera
Aik azn-e-tabasum se bahal jaayain ge janaan
Taqdeer kaa shikwaa na zamane se karain ge
Tasvr se chup chaap nikal jaayain ge janaan.
♥---------------♥

Apni taqdeer main to aisay he silsilay likhay hain


Apni taqdeer main to aisay he silsilay likhay hain
koi apna kar bhool gaya,kisi nay bhool kar apna liya
♥------------♥

samj rahay hen

samj rahay hen
♥-------------♥

bari muskil say

bari muskil say
♥-------------♥